Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dusro ka dukhda door karne waale tere dukh door karenge raam dusro ka dukhda door karne waale tere dukh door karenge raam kiye jaa tu jag mein bhalaayi ka kaam tere dukh door karenge raam sach ka hai path ye dharam ka marag sambhal sambhal chalna praani pag pag par hai yahaan re kasuti kadam kadam par qurbaani magar tu damaadol naa honaaaa teri sab peer harenge raam dusro ka dukhda door karne waale tere dukh door karenge raam kiye jaa tu jag mein bhalaayi ka kaam tere dukh door karenge raam kya tune paaya kya tune khoya kya tera laabh hai kya haani iss ka hisaab karega wo iswar tu kyun fikar kare re praani tu bas apna kaam kiye jaa tera bhandaar bharenge raam dusro ka dukhda door karne waale tere dukh door karenge raam kiye jaa tu jag mein bhalaayi ka kaam tere dukh door karenge raam ponchh le tu apne aansoo tamaam tere dukh door karenge raam
london ki ladki na na amrican gori na na lankan ki chhori na na paris ki pori na na yahaan ki ladki waah waah badan pe saadi waah waah maathe pe bindiyaa waah waah kaanon mein baali waah waah pairon mein paayal waah waah honthon pe laali waah waah haaye bholi bhaali waah waah haaye sharmili waah waah saare jahaan se achhchhaa hindustaan humaraa hum bulbulen hain iski ye gulsitaan humaraa east or west india is the best east or west india is the best yahaan ka mausam jaadoo yahaan ka saawan jaadoo yahaan ka gulshan jaadoo yahaan ka jeevan jaadoo birlaa tata waah waah yahaan ka aataa waah waah juton mein bata waah waah ladki ka chaanta waah waah sachin ki baiting waah waah bachchan ki acting waah waah sunil gavaskar waah waah kapil da sixer waah waah lata mangeshkar waah waah zaakir ka tabla waah waah bharatnatyam waah waah yahaan ka bhangda waah waah yahaan ki laavni waah waah yahaan ka daandiyaan waah waah saare jahaan se achhchhaa hindustaan humaraa hum bulbulen
jai ho radhey shyam ki aah jay ho siya ram ki aah aur jay ho bambai dhaam ki ee hai ee hai ee hai bambai nagaria tu dekh babuwa ee hai bambai nagaria tu dekh babuwa sone chaandi ki dagariya tu dekh babuwa jaadu tone ki bajariya mein jaadu tone ki bajariya mein maya ki nagariya mein badle jhatpat badle muqaddar ka lekh babuwa ee hai bambai nagaria tu dekh babuwa ee hai bambai nagaria tu dekh babuwaa ho dekho door door se ho dekho door door se log door door se eehaan aate hain daanv lagaane eehaan aate hain daanv lagaane des gaaon chhod ke preet pyaar tod ke soya soya naseeba jagaane soya soya naseeba jagaane aray apna kya hoga aray apna kya hoga hoga so hoga paansa ham ne diya hai phenk babuwa ee hai bambai nagaria tu dekh babuwa ee hai ee hai ee hai bambai nagaria tu dekh babuwaa ho koi maala maal hai koi maala maal hai koi tang haal hai zindagi hai eehaan ki niraali zindagi hai eehaan ki niraali maal kitna bhara phir bhi dekho zara eehaan har aadmi hai sawaali
eent ki dukki paan ka ikkaa eent ki dukki paan ka ikkaa kahin jokar kahin sattaa hai suno ji ye kalkatta hai eent ki dukki paan ka ikkaa kahin jokar kahin sattaa hai suno ji ye kalkatta hai baali ganj ki jhheel pe babu aayen roop ke daas jheel kinare badhati jaaye matavaalon ki pyaas naa pocket mein maal hai babu naa pocket mein maal hai babu naa kapde naa lattaa hai suno ji ye kalkatta hai hat kee eent ki dukki paan ka ikkaa kahin jokar kahin sattaa hai suno ji ye kalkatta hai chaurangi ke chauk mein dekho matavaale bangali rasagulle si mithi baatein inki shaan niraali kahin mukarji kahin benarji kahin mukarji kahin benarji kahin ghosh kahin dattaa hai suno ji ye kalkatta hai hoo hat kee eent ki dukki paan ka ikkaa kahin jokar kahin sattaa hai suno ji ye kalkatta hai ye basti hai aag kaa dariyaa ismein howrah pull hai apni jaan bacha lo babu warna dabba gul hai sar par paanv rakh kar bhaago sar par paanv rakh kar bhaago katane waala patta hai suno ji ye kalkatta
ehsaan itna saa kar de mujhe phir tanhaa saa kar de tere binaaaaaaaa jee naa sakunga mil ke ye tujhse keh naa sakunga ehsaan itna saa kar de mujhe phir tanhaa saa kar de tera mera ye naata kyun toota tera mera ye pyaar kyun rutha aadhi baaten adhuri raaten reh gayi tere binaa tera mera ye naata kyun toota tera mera ye pyaar kyun rutha aadhi baaten adhuri raaten reh gayi tere binaa tanhaaiyaan seh naa sakunga tere binaaaaaaaa jee naa sakunga ehsaan itna saa kar de mujhe phir tanhaa saa kar de ooooo hooooo hooooo hoooo hooooo hooooo hoooo oooo oooo ooooo hoooooo ooooooo oooooo ooooo hoooooo hooooo hooooo oooo hoooooo hooooo tu nahin rahaa teri yaad reh gayi palkon mein teri aas reh gayi koi to hoga bahaana bata tunjhko bhula dene ka tu nahin rahaa teri yaad reh gayi palkon mein teri aas reh gayi koi to hoga bahaana bata tunjhko bhula dene ka tanhaaiyaan seh naa sakunga tere binaaaaaaaa jee naa sakunga ehsaan itna saa kar de mujhe phir tanhaa saa kar de ehsaan itna
ehasaan mere dil pe tumharaa hai dosto ehasaan mere dil pe tumharaa hai dosto ye dil tumhaare pyaar kaa maraa hai dosto ehasaan mere dil pe tumharaa hai dosto ye dil tumhaare pyaar kaa maraa hai dosto bantaa hai mera kaam tumhaare hi kaam se hotaa hai meraa naam tumhaare hi naam se bantaa hai mera kaam tumhaare hi kaam se hotaa hai meraa naam tumhaare hi naam se tum jaise meharbaan ka saharaa hai dosto tum jaise meharbaan ka saharaa hai dosto ye dil tumhaare pyaar kaa maraa hai dosto ye dil tumhaare pyaar kaa maraa hai dosto jab aa pada hai koi bhi mushkil kaa raastaa maine diya hai tumko muhabbat ka vaastaa jab aa pada hai koi bhi mushkil kaa raastaa maine diya hai tumko muhabbat ka vaastaa har haal mein tumhin ko pukaara hai dosto har haal mein tumhin ko pukaara hai dosto ye dil tumhaare pyaar kaa maraa hai dosto ye dil tumhaare pyaar kaa maraa hai dosto yaaron ne mere waaste kyaa kuchh nahin kiyaa sau baar shukriyaa tera sau baar shukriyaa yaaron ne mere waaste
ehsaan tera ho ga mujh par dil chahta hai wo kehne do mujhe tum se muhabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaaon mein rehne do ehsaan tera ho ga mujh par dil chahta hai wo kehne do mujhe tum se muhabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaaon mein rehne do ehsaan tera ho ga mujh par tum ne mujhko hansna sikhayaaa ooo hoooo tum ne mujhko hansna sikhayaa rone kahoge ro lenge ab rone kahoge ro lenge aansoo ka humare ghum na karo wo behte hain to behne do mujhe tum se muhabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaaon mein rehne do ehsaan tera ho ga mujh par chaahe bana do chaahe mita do ooooo aaaaaaa chaahe bana do chaahe mita do mar bhi gaye to denge duaayen mar bhi gaye to denge duaayen urd urd ke kahegi khaak sanam ye dard e muhabbat sehne do mujhe tum se muhabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaaon mein rehne do ehsaan tera ho ga mujh par dil chahta hai wo kehne do mujhe tum se muhabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaaon mein rehne do ehsaan tera ho ga mujh par
ehsaan tera hoga mujh par dil chahta hai wo kehne do mujhe tumse mohabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaon mein rehne do ehsaan tera hoga mujh par dil chahta hai wo kehne do mujhe tumse mohabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaon mein rehne do ehsaan tera hoga mujh par tumne mujhko hansna sikhayaa aa aa aaaaaaa tumne mujhko hansna sikhaya rone kahoge ro lenge ab rone kahoge ro lenge aansoo ka humaare ghum na karo wo behte hain to behne do mujhe tumse mohabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaon mein rehne do ehsaan tera hoga mujh par chaahe bana do chaahe mita do oo oo ooo ooo oo chaahe bana do chaahe mita do mar bhi gaye to denge duaayen mar bhi gaye to denge duaayen udd udd ke kahegi khaak sanam ye dard e mohabbat sehne do mujhe tumse mohabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaon mein rehne do ehsaan tera hoga mujh par dil chahta hai wo kehne do mujhe tumse mohabbat ho gayi hai mujhe palkon ki chhaon mein rehne do ehsaan tera hoga mujh par
ek aankh marun to are ek aankh marun to parda hat jaaye dooji aankh marun kaleja kat jaaye ek aankh marun to parda hat jaaye dooji aankh marun kaleja kat jaaye donon aankhein marun to chhori patt jaaye chhori patt jaaye donon aankhein marun to chhori patt jaaye chhori patt jaaye bhankas ek aankh marun to rasta ruk jaaye dooji aankh marun zamaana jhuk jaaye ek aankh marun to rasta ruk jaaye dooji aankh marun zamaana jhuk jaaye donon aankhein marun to chhora patt jaaye chhora patt jaaye ho donon aankhein marun to chhora patt jaaye chhora patt jaaye ye bhankas kuchh meethi kuchh khatti baatein hain atpati teri angooron ke jaisi nat khatti nat khatti chat patti chat patti jawaani mirchi ke jaisi kuchh meethi kuchh khatti baatein hain atpati teri angooron ke jaisi haye nat khatti nat khatti chat patti chat patti jawaani mirchi ke jaisi honthon pe mirchi jo rukh lega tu sarr se jo ek baar chakh lega tu yauvan pe chalta nahin kabu sholon se khelenge main aur tu ek aankh
ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse jane ab unn se mulaqaat kabhi ho ke na ho ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din jane uss raah pe ab saath kabhi ho ke na ho jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din kuchh bataya hi nahin haath chhudane ka sabab kuchh bataya hi nahin haath chhudane ka sabab phir na aane ka sabab rooth ke jane ka sabab puchhte unse magar baat kabhi ho ke na ho ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse meri khamosh mohabbat ko na samjha koi meri khamosh mohabbat ko na samjha koi dil yunhi chhod gaya aag mein jalta koi dil pe ab pyaar ki barsaat kabhi ho ke na ho jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din zindagi ko kisi chehare ka ujala na mila zindagi ko kisi chehare ka ujala na mila thak gaye paanv magar koi bhi saya na mila unki zulfon ke tale raat kabhi ho ke na ho ek adhuri si mulaqaat huyi thi
umm hmm hmm hmm haseena se yun mulaakaat ho gayi ek ajnabee haseena se yun mulaakaat ho gayi phir kyaa hua ye na poochho kuchh aisi baat ho gayi ek ajnabee haseena se yun mulaakaat ho gayi wo achaanak aa gayi yun nazar ke saamne jaise nikal aaya ghata se chaand wo achaanak aa gayi yun nazar ke saamne jaise nikal aaya ghata se chaand chehre pe zulfein bikhri huyin thi din mein raat ho gayi ek ajnabee haseena se yun mulaakaat ho gayi jaan e mann jaan e jigar hota main shaayar agar kehta gazal teri adaaon par jaan e mann jaan e jigar hota main shaayar agar kehta gazal teri adaaon par main ne ye kahaa to mujhse khafaa wo jaan e hayaat ho gayi ek ajnabee haseena se yun mulaakaat ho gayi khoobsoorat baat ye chaar pal ka saath ye saari umar mujh ko rahega yaad khoobsoorat baat ye chaar pal ka saath ye saari umar mujh ko rahega yaad main akela tha magar ban gayi wo humsafar wo mere saath ho gayi ek ajnabee haseena se yun mulaakaat ho gayi
hmm hmm hmm haaaa haaa haaa haaa haaaa ek akela iss shahar mein raat mein aur dopahar mein aabo daana dhundhta hai aashiyaana dhundhta hai ek akela iss shahar mein raat mein aur dopahar mein aabo daana dhundhta hai aashiyaana dhundhta hai ek akela iss shahar mein din khaali khaali bartan hai din khaali khaali bartan hai aur raat hai jaise andha kuwaan inn sooni andheri aankhon mein aansoon ki jagah aata hai dhuwaan jeene ki wajah to koi nahin marne ka bahaana dhundhta hai dhundhta hai dhundhta hai ek akela iss shahar mein raat mein aur dopahar mein aabo daana dhundhta hai aashiyaana dhundhta hai ek akela iss shahar mein inn umr se lambi sadkon ko inn umr se lambi sadkon ko manzil pe pahunchte dekha nahin bas daudti phirti rehti hai humne to thaharte dekha nahin iss ajnabi se shahar mein jaana pehchaana dhundhta hai dhundhta hai dhundhta hai ek akela iss shahar mein raat mein aur dopahar mein aabo daana dhundhta hai aashiyaana dhundhta hai ek akela iss shahar mein
ek baar agar tu kehde ek baar agar tu kehde tu hai meri ki main hoon tera hum do albele panchhi hum do albele panchhi hum dono ka ek basera do dil dhadke hain chaunk uthi hai jawaaniyan kuchh kaha hai nighahon ne chhed ke pyaar ki kahaniyaan kuchh kaha hai nighahon ne chhed ke pyaar ki kahaniyaan mera mann hi nahin hai mere vash mein mera mann hi nahin hai mere vash mein ye kisne jaadu phera kaho ji ye kisne jaadu phera hum dono ka ek basera aa jaayen na kahin hum tum kisi ki nighaahon mein sang sang hi chalenge hum zindagi ki raahon mein sang sang hi chalenge hum zindagi ki raahon mein tujhe chheen na le koi mujhse tujhe chheen na le koi mujhse ye jag hai bada lootera suno ji ye jag hai bada lootera hum donon ka ek basera haa aa ha ha ha ha haa aa aa aa aa dekho aayi hai sitaaron ki tim timaati ye toliyaan chalo inki chhanw mein hum khele aankh michoniyan chalo inki chhanw mein hum khele aankh michoniyan toote na kabhi jeevan bhar toote na kabhi jeevan bhar ye
Ek Baar Kaho Mujhe Pyar Karte Ho
ek baar muskura do ahaha ahaha ahaha ek baar muskura do ahaha ahaha ahaha kahaan se uthhe hain kadam yaad rakhna mohabbat ki pehli kasam yaad rakhna kahaan se uthhe hain kadam yaad rakhna mohabbat ki pehli kasam yaad rakhna kahaan se uthhe hain kadam yaad rakhna ek baar muskura do ahaha ahaha ahaha aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa yeh mandir ki deewar sadiyon purani yeh mandir ki deewar sadiyon purani kahegi humari tumhari kahani kahegi humari tumhari kahani yeh mandir hai ghar pyaar ke devta ka yeh mandir hai ghar pyaar ke devta ka kahin tum ne chhoda jo daman wafa ka kahin tum ne chhoda jo daman wafa ka yahin jaan de denge hum yaad rakhna mohabbat ki pehli kasam yaad rakhna yahin jaan de denge hum yaad rakhna mohabbat ki pehli kasam yaad rakhna ek baar muskura do ek baar muskura do ek baar muskura do
ek baar tu ban ja mera o pardesi phir dekh maza ek baar tu ban ja mera o pardesi phir dekh maza mil jaaye mujhe dil tera o pardesi phir dekh maza phir dekh maza dhinchak dhinchak jhingilala dhinchak dhinchak jhingilala jeth ka mahina ho bheegi bheegi raat ho baajre ke khet mein pahli mulaqaat ho haye pahli mulaqaat ho aaye jab baisakh piya mele ke nazaare hon haathon mein ho haath tera aankhon mein ishaare hon ji aankhon mein ishaare hon phir dekh maza phir dekh maza dhinchak dhinchak jhingilala dhinchak dhinchak jhingilala jeth aur ashaad mein nadi ka kinaara ho piya teri aankhon mein pyaar ka ishaara ho haye pyaar ka ishaara ho hoo sawan mein jhulaun jhula aangan ho gulzaar ka ghar ghar mein phir charcha ho ji tere mere pyaar ka haye tere mere pyaar ka phir dekh maza phir dekh maza dhinchak dhinchak jhingilala dhinchak dhinchak jhingilala bhadon ki barsaat mein dil na rahe haath mein aaye jab wasood piya hawa sard sard ho tere mere dilon mein phir meetha meetha
ek baar zaraa phir keh do mujhe sharma ke tum deewana aisi meethi meethi baaten kar ke aisi meethi meethi baaten kar ke kahaan seekha hai dil ka lubhana o jaane jaan ek baar zaraa phir keh do mujhe sharma ke tum deewana dil lekar raho door huzoor na humse karo itna guroor na humse o sajnaa mera haar singaar tumhin ho mera dum hai tumhare hi dum se tum shamaa ho to main hoon parwaana aisi meethi meethi baaten kar ke kahaan seekha hai dil ka lubhana o jaane jaan ek baar zaraa phir keh do mujhe sharma ke tum deewana suno dilbar ye jo deep khushi ka jala hai mera pyaar isi mein dhala hai mera dil bhi piyaa le ke tumhara sahaara nayi raah pe aaj chala hai diya tumhin ne ummeedon ko thikana aisi meethi meethi baaten kar ke kahaan seekha hai dil ka lubhana o jaane jaan ek baar zaraa phir keh do mujhe sharma ke tum deewana tum chaho to main tod ke laa doon sitaare ke ho tum mujhe jaan se pyaare kya maangun jab mil gaye tum mujhe sajnaa main to aa gayi bas mein tumhare mera
ek baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon ek baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon kehne ka mausam bhi hai uspe ye tanhaayi hai kahoon ya na kahoon ho o o o baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon ek baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon kayi baar chaaha maine tujhi ko chura lun tujhse hey kayi baar chaaha maine tujhi ko chura lun tujhse kahin waadiyon mein dil ki duniyaan saja lun tujhse shayad tu kuchh samjh gayi isiliye sharmaayi hai kahoon ya na kahoon bolo bolo bolo baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon ek baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon hoo oo oo aaa aa aa jhalak teri dekhi pehli dusra na bhaya tab se hoo jhalak teri dekhi pehli dusra na bhaya tab se mere devta is dil mein tu hi tu samaaya tab se yahi haqeeqat hai jo ke barson talak chhupaayi hai kahoon ya na kahoon bolo bolo bolo baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon ek baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon der se mile hain lekin mil to gaye hain aakhir hey der se
oooooooo oooo oooo ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do badh jaayegi betaabi rehne do rehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do deewaane pe aankhen utha na mere gul tumhi mere parwaane tumhi mere bulbul deewaane pe aankhen utha na mere gul tumhi mere parwaane tumhi mere bulbul par kehna ek gul ka bulbul na samjha to ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do badh jaayegi betaabi rehne do rehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do ghata udi udi hawa pyaari pyaari mohabbat mein deti hai maza bekraari ghata udi udi hawa pyaari pyaari mohabbat mein deti hai maza bekraari chaliye ji dil dil ka afsaana samjha do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do badh jaayegi betaabi rehne do rehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do mohabbat ke rangon se bhar gaya mausam hume milte dekha to thehar gaya mausam mohabbat ke rangon se bhar gaya mausam hume milte dekha to thehar gaya mausam ek baat hai kehne ki aankhon
ek baat kahoon gar maano tum sapnon mein na aana jaano tum main neend mein uthkar chalti hoon jab dekhti hoon sachh maano tum ek baat kahoon gar maano tum sapnon mein na aana jaano tum main neend mein uthkar chalti hoon jab dekhti hoon sachh maano tum kal bhi hua ki tum guzre the paas se thode se anbane thode udaas the bhaagi thi manaane neend mein lekin sofe se gir padi hahahahahahaha ek baat kahoon gar maano tum sapnon mein na aana jaano tum main neend mein uthkar chalti hoon jab dekhti hoon sachh maano tum parson ki baat hai tumne bulaaya tha tumhare haath mein chehra chhupaaya tha chooma tha haath ko neend mein lekin paaya palang ka tha hahahahahahahaha ek baat kahoon gar maano tum sapnon mein na aana jaano tum us din bhi raat ko tum khwaab mein mile aur khaam khaa ke bas karte rahe gile kaash yeh neend aur khwaab ke yoon hi chalte rahen silsile ek baat kahoon gar maano tum sapnon mein na aana jaano tum main neend mein uthkar chalti hoon jab dekhti hoon sachh
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dusro Ka Dukhda Door Karne Waale Dashera (1956) 03:09 15528
 
Poster of Dashera (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Pradeep
On Screen Actors- 
S N Tripathi
Duration : 03:09   Song Number : 15528   

East Or West India Is The Best Judwaa (1997) 05:23 18726
 
Poster of Judwaa (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Nitin Raikwar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Salman Khan
Duration : 05:23   Song Number : 18726   

Ee Hai Bambai Nagaria Don (1978) 05:53 32720
 
Poster of Don (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 05:53   Song Number : 32720   

Eent Ki Dukki Paan Ka Howrah Bridge (1958) 04:02 19174
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 04:02   Song Number : 19174   

Ehsaan Dil Kabaddi (2008) 04:33 16989
 
Poster of Dil Kabaddi (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Sachin Gupta
Music Director- 
Sachin Gupta
On Screen Actors- 
Rahul Khanna, Soha Ali Khan
Duration : 04:33   Song Number : 16989   

Ehsaan Mere Dil Pe Tumhara Hai Dosto Gaban (1966) 03:40 13253
 
Poster of Gaban (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:40   Song Number : 13253   

Ehsaan Tera Hoga Mujh Par Junglee (1961) 03:35 20423
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sayara Bano
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:35   Song Number : 20423   

Ehsaan Tera Hoga Mujh Par (Female) Junglee (1961) 03:35 39959
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Saira Banu
Duration : 03:35   Song Number : 39959   

Ek Aankh Marun To Tohfa (1984) 05:24 37443
 
Poster of Tohfa (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sridevi
Duration : 05:24   Song Number : 37443   

Ek Adhuri Si Mulaqaat Dahleez (1986) 07:52 32471
 
Poster of Dahleez (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Raj Babbar
Duration : 07:52   Song Number : 32471   

Ek Ajnabee Haseena Se Yun Mulaakaat Ho Gayi Ajanabee (1974) 04:09 20425
 
Poster of Ajanabee (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:09   Song Number : 20425   

Ek Akela Iss Shahar Mein Gharaonda (1977) 04:47 20426
 
Poster of Gharaonda (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Bhupendra
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Duration : 04:47   Song Number : 20426   

Ek Baar Agar Tu Malhar (1951) 03:50 32404
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Arjun, Shammi
Duration : 03:50   Song Number : 32404   

Ek Baar Kaho Mujhe Pyaar Karti Ho Ek Baar Kaho (1980) 04:25 37238
 
Poster of Ek Baar Kaho (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Bappi Lahiri
Duration : 04:25   Song Number : 37238   

Ek Baar Muskura Do Ek Bar Mooskura Do (1972) 04:43 37240
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Deb Mukherjee, Tanuja
Duration : 04:43   Song Number : 37240   

Ek Baar Tu Ban Ja Mera Shabnam (1949) 04:22 32710
 
Poster of Shabnam (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kukku Saigal, Jeevan
Duration : 04:22   Song Number : 32710   

Ek Baar Zara Phir Bin Badal Barsaat (1963) 03:39 12919
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Biswajit Chatterjee
Duration : 03:39   Song Number : 12919   

Ek Baat Dil Mein Rahi Badal Gaye (1985) 05:24 32134
 
Poster of Rahi Badal Gaye (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Shabana Azmi
Duration : 05:24   Song Number : 32134   

Ek Baat Hai Kehne Ki Samson (1964) 03:29 40644
 
Poster of Samson (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Dara Singh, Feroz Khan, Ameeta
Duration : 03:29   Song Number : 40644   

Ek Baat Kahoon Golmaal (1979) 04:02 32490
 
Poster of Golmaal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bindiya Goswami, Amol Palekar
Duration : 04:02   Song Number : 32490